Showing posts with label Math ki Paheliyan. Show all posts
Showing posts with label Math ki Paheliyan. Show all posts

Saturday, April 19, 2014

kabutar ki paheli

Mathematics Challenge

40 kabutar 5 bar me udane hai, But koi jorah (2 se count) nhi hona chahiye..

40 कबूतर 5 बार में उड़ाने है , परन्तु जोड़ा नहीं उड़ना चाहिए।

Thursday, November 1, 2012

1 Rupay ki Paheli

Dimag Hai to Ans. Do
3 Frnds the wo market gye,
whan unhe ek watch pasand aa gyi jiska price tha 30 rs.
teeno ne milkar 10-10 rs. milakar wo watch kharid li,
baad me dukaandaar bola apko 5 rs. ka discount mil rha hai,
teeno ne 1-1 rs. wapis le lia, baki bache 2 rs. wo unho ne bikhari ko de diye,
ab btao sare paise dubara ikathe karne hain,
teeno ke 9-9 rs. pade 9x3=27 + 2 rs. bikhari k 27+2=29
Btao 1 rs. kha gya??

Wednesday, July 4, 2012

Aise kya Chiz hai?

wo kya chiz hai jo saal me ek baar
Mahine me do bar , hafte me char bar,
Aur Din me 6 bar aati hai.. ??