Thursday, November 1, 2012

1 Rupay ki Paheli

Dimag Hai to Ans. Do
3 Frnds the wo market gye,
whan unhe ek watch pasand aa gyi jiska price tha 30 rs.
teeno ne milkar 10-10 rs. milakar wo watch kharid li,
baad me dukaandaar bola apko 5 rs. ka discount mil rha hai,
teeno ne 1-1 rs. wapis le lia, baki bache 2 rs. wo unho ne bikhari ko de diye,
ab btao sare paise dubara ikathe karne hain,
teeno ke 9-9 rs. pade 9x3=27 + 2 rs. bikhari k 27+2=29
Btao 1 rs. kha gya??

Answer :-

Total Watch Value 30-5= 25
Watch Discount = 5
3no Friends ko discount = 1+1+1
So, Total amount = 25+1+1+1 = 28
2rs bhikhari
28+2=30
Puzzle Solved!

15 comments:

  1. 25 Rs ki Ghadi + 1-1 Rs Teeno Doston ke Pas (3 Rs) + 2rs Bhikhari Ke pas yani total = 30 Rs

    ye alag bat hai ki teeno ko ghadi ke lie 9-9 rs kharch karne pade. jabki Ghadi ki original keemat 25 Rs hai 3Rs Doston ke Pas or 2 Rs Bhikhari ke pas.

    ReplyDelete
  2. ghari ki price= 25 bhikari ko diay= 2 total= 27 (9+9+9 ye teenu k kharach hovay) baqi bachay 3 ruppes wo unu na apis ma divide kr liay

    ReplyDelete
  3. ya price of watch is 25 so each person has to pay 25/3

    they don't have to pay 9 each
    that is confusing

    ReplyDelete
  4. ghari ki price= 25 bhikari ko diay= 2 total= 27 (9+9+9 ye teenu k kharach hovay) baqi bachay 3 ruppes wo unu na apis ma divide kr liay

    ReplyDelete
  5. Math ke hisaab se paise pure hai 3+2=5, ghadi ki cost 25+5=30,ye only confuse karne ke liye hai, iska koi ans nahi hai

    ReplyDelete
  6. watch 25 Rs. + 3 Rs. benifit + 2 Rs. Bhikhari = 30 Rs.
    30 Rs. me jab 3 dosto ne 3 Rs. (-) kiye he to bhikhari ke bhi 2 Rs. (-) kijie fir 5 Rs. discount ke (+) kijie

    ReplyDelete
  7. watch ki cost 25Rs/-

    itno ka huva 8 + 8 + 8 = 24 (1Rs) so total (25)

    5 me se dino ne 1 + 1 + 1 = 3 bat liya
    Bacche 2Rs bhikhari do de diye

    8 + 8 + 8 (1Rs ) yaha hai

    ReplyDelete
  8. BABU AVI BACHCHE HO ISLIE BACHCHE JAISA HI NA SABAL KAROGE
    TINO DOST KA 9-9 Rs. to 27 rupya kharch hua isime vikhri ka v 2 Rs he keuki kharch wo v hua he or 1-1 Rs bapis hua o 1+1+1 = 3 Rs total 27 Rs + 3 Rs = 30 Rs samagh gye na

    ReplyDelete
  9. lagta hai aapko ganit nahi aati hai kyunki..9*3_27 teek hai.ab aap galti yaha karte hai ki bhikari ke 2 rupye jod rahe ho jabki ye paise ghataye to 25 rs honge.ab total karte hai 25rs dukandar ke pas 2rs bhikari k pas and 3rs dosto k pass total 30.only question ki language cofuse karti hai. 27 me se 2 ko ghatana hai jodna galat hai.it is a right answer?/sagar singh smrathore77@gmail.com/ thanks

    ReplyDelete
  10. cost of garhi 30-5=25
    bhikari ko diye = 2
    vapis liye 5-2 = 3
    total = 30

    ReplyDelete
  11. Sir is questions ka reply jaldi do...pls

    ReplyDelete
  12. Kharidne me tino ka 10 10 10 laga
    5 ka discount tino ko milakar
    so ek ka discount 5/3 hua
    tab ek ko chukane hoge
    10 - 5/3
    tino ko chukane honge 3 ( 10 - 5/3 ) = 25
    3 rs wapis liye so 25 3=28
    aur begger ko 2 rs diye
    to total 25 3 2 = 30 hua

    ReplyDelete